Eik esi pukar jo har aashiq-e-Imam Hussain (A.S) kay jazbaat ka aaina ban gayi hai. Syed Raza Abbas Zaidi ka Noha “Mere Naseeb Mein Karbala” YouTube par bhi trend kr rha hai.
Ek Noha jo sirf alfaaz ka majmua nahi, balkay rooh ka aalam hai. Syed Raza Abbas Zaidi ka dil ko chhu jane wala kalam “Mere Naseeb Mein Karbala” YouTube Trending mei 25th par trend kar raha hai. Is Nohay ne sirf views nahi liye, balkay har aashiq-e-Hussain (A.S) kay dil mein apni jagah banayi hai. Noha “Mere Naseeb Mein Karbala” ne release honay kay bd 1 din mei hi 120K+ views hasil krliye hein.
Yeh Noha un sab logon kay dil ki awaaz ban gaya hai jo Imam Hussain (AS) kay roza ki ziarat ki khuwahish rakhte hain. Yeh Noha sirf eik kalaam nahi, balkay eik roohani faryad hai jo Karbala kay zariye insani jazbaat aur aqeedat ka izhar karta hai. Noha ka har misra Imam-e-Hussain (AS) se ishq aur roohani taluq ka paighaam deta hai. “Mere Naseeb Mein Karbala” eik Noha nahi, balkay Karbala ki justuju mein jeetay har dil ki sada hai. Koyal is jazbay ko har dil tak pohanchane ka zariya ban raha hai.
Aj kal digital platforms par jo Noha sunne walon ko rooh tak hila raha hai, woh hai “Mere Naseeb Mein Karbala” by renowned Noha Khuwan Syed Raza Abbas Zaidi. Yeh kalam YouTube par #25 trend kar raha hai. Koyal App par Syed Raza Abbas Zaidi kay aur bhi Nohay moujood hein. Agar aap bhi Syed Raza Abbas Zaidi ka yeh trending Noha sunna chahtay hain, ya Arbaeen aur Muharram se mutaliq aur Kalaam sunna chahte hain, tou Koyal App download karein aur diye gae link par click karein.









